************************************************
Kisi Ki Yaad Ko Dil Mein Basa Ke Roye Kisi Ki Tasveer Ko Seeney Se Laga Ke Roye Jo Wada Kia Tha Hum Ne Kisi Se ... Hum Us Wady Ko Nibha Ke Roye Jis Shakhs Ko Hamari Zaroorat Nahi Thi...[n] Hum Us Shakhs Ko Apni Aarzu Bana Ke Roye Jis Ne Hamein Apne Qadmon Tale Bhi Jaga Na Di************************************************
Humne Manga Tha Saath Unka, Woh Judaai Ka Gum De Gayee, Hum To IN Yadoon Ke Sahare Jee Lete, Par Woh Bhool Jane Ki Kasam De gaye.....************************************************
Royi Kuch Is Tarha Se Mere Jism Se Lagke Wo, Aisa Laga Jaise Kabhi Be-wafa Na Thi Wo, Humne Dard Uska Samjha, Magar Wo Mera Dard Samjh Nahi Pai.
************************************************
Halaton ne unhe itna majboor kar diya, ke lachar hoke wo gamo me doob jane lage, Jinhe thi har kadam mere sath ki aadat, meri duniya se aaj wahi door jate rahe, Zamane ki janjeeron se the hum jakde is kadar, Samne hi mere gair unki maang sajate rahe, Meri zindagi ab kisi aur ki amanat bani, ek hum hi the jo ispe bhi mahfil me taali bajate rahe…************************************************
Barang Tumari Duniya Hai Barang Meri Tasveer Bani, Befawa Mari Kismet The Befawa He Mari Takdeer Bani… Kis Kis Bewafa Se Ru-Baru Karayein Aapko Jb hamari pehli mohbbat hi bewafa nikli… Kehte the saath denge zindagi bhar, magar aaj waho hame chod kr jaa rahe he, Meri bebasi to dekho dosto khade he paas,magar rook na paa rahe he…************************************************
Juda Ho Kr Wo Hmse Kabhi Kush Na Rehpayegi, Kyoki Hmne To Har Duao Mein Unhi Ki Talab Ki Thi, Mil Bhi Gaya Hmse Behtar Koi Fir Bhi, Yaade Hamari Kbhi Dil Se Nikal Na Payegi…
No comments:
Post a Comment