************************************************
Wo seth hi kya jo karz na de. Wo mausam hi kya jo sard na de. Wo insan hi kya jo farz na de. Aur wo pyar hi kya jo dard na de.************************************************
Na shikva hoga na shikayat hogi, Jab bhi dil dhadkega to yaadon ki aahat hogi, Saans na loon phir bhi ye band na hogi, Tujhse baatein na ho to zindagi jung hogi, Hero ke jeewan mein umang hogi agar uski jaan uske sang hogi.
No comments:
Post a Comment