************************************************
Bus Kahi Phir Mohabbat Na Ho Jaye Yuhi Ittifaq Se, Man Yu Dhundtha Hai Tumhe, Chupke Chupke Yaha Waha Idhar Udhar, Aur Tum Mil B Jati Ho Ise Kya Kahu Chalo Keh Deta Hu Ittifaq Se,************************************************
Bewajah Hum Wajah Dhundte Hai Tere Paas Aane Ko, Ye Dil Bekarar Hai Tujhe Dhadkan Mein Basaane Ko, Bujhi Nahi Hai Pyaas In Hotho Ki Abhi, Na Jaane Kab Milega Sukoon Mere Paymane Ko….************************************************
Ye mere dil se nikli aawaz hai, mera dil tanha hi tha aur tanha aj hai mere mukaddar mai jab koi tha hi nahi to mere dil mai pyar ka kyo ehsas hai. Ye mere dil ki awaz hai. Mai pyar ki rah mai jab bhi chala nafrat hi mili mujhe. mujhse nafrat kyo' bs ek hi sawaal khuda se puchna mujhe kal tha aur aj hai yaro. ye meri dil ki awaz hai. Mere dil ki awaz hai…************************************************
Raat hogi to chand bhi duhai dega, Khyalo me vo chehra bhi dikhai dega; Ye mahobbat h jra soch kr krna, Jo ek Aanshu b gira to sunai dega.
No comments:
Post a Comment