************************************************
Kitna dard diya hai kisi ne apko Hum bhi unhi dard khane walo me se hai Samjhte hai apka dard Par acha is dard ko bhool jane me hai
************************************************
Tum ro diye ki gham hai sataane ko bahut hum hans diye ki gham hai chupaane ko bahut************************************************
Dard ki koi wajha nahi hoti Kismat ki hatheli me koi lakir nahi hoti Ittefak se milte hai log yaha Bichhadne ki koi wajha nahi hoti************************************************
uske izhar ka intezar aj bhi karta raha wo mile ya na mile, usi pe marta raha garaj gaye jo badal mere dil ke asman pe usi badal se barish ka intezar aj bhi karta raha************************************************
Sabki Takdir Ek Jaisi Nahi Hoti Sabko Zindagi Ek Jaisi Naseeb Nahi Hoti Kaha Aa Gaye Hum Dosti Ke Safar Mein Ke Sabko Manzil Naseeb Nahi Hoti
No comments:
Post a Comment