************************************************
Kal tak ham apki jaan hua karte the pata nahi kitni bar izhaar-e-mohabbat kiya karte the aajkal pata nahi kya hua unhe ke baat cheet kuchh kam kiya karte hai gaur se socha to pata chala ke pehle ham unki zarurat hua karte hai
************************************************
Itna bhi na chaho kisi ko ke apki chahat ka pata na chale uski yaad me aap duniya chhod do aur unhe apke jaane ki wajah ka pata na chale************************************************
Dil ke tukde se Awaaz aati thi kabhi Bhari hui aankon se Aansu aate the kabhi Magar ab to khamosh hain barson se Lagta hai Tumhari bewafai kubul ki maine dil se************************************************
Bewafa se wafa ki to kya paya humne Dhokha Fareb aur daga paya humne Sachhai ka sila humko ye mila Aakhir me khud ko thaga paya humne
No comments:
Post a Comment