************************************************
Apse dil agar mila na hota Aaj apse dil ko gilaa na hota Apke dil me bhi wafaa hoti To judaai ka koi silsila na hota
************************************************
Jo palako me gam chhupaye hote hain Wo zamaane ke sataaye hote hain Jinko samjhaa sadaa se apnaa Wahi apne ant me paraaye hote hain************************************************
Khushi mili ya gam humne kabhi chhupaye nahi Unke gam me zindagi bhar hum kabhi muskuraye nahi kaash wo sun paate gam bhari daastaan meri Hum rok na sake aur wo laut kar kabhi aaye nahi************************************************
Dhool ko pairo ki parwaah na rahi Saanse bhi jism ki sadaa na rahi Mana ki dhadktaa hai dil unki yaad se Par us dil me humaare liye wafaa na rahi************************************************
Teri meri soch me fark hai zalim Warna aaj itna bura anjaam na hota Duniya hume jhuk ke salaam karti Agar Humara pyaar nakaam na hota
No comments:
Post a Comment