************************************************
Hum aapko pa kar khona nahi chahte, Judai mai aapko rulna nahi chahte, Aap humare hi rehna hamesha, Hum bhi kisi aur k hona nahi chahte************************************************
Khud ko akele ka tana na dia karo, Yadoon ka gila shikwa bhi na kia karo, Kya btaien tumko kitna karte hai yaad, Hisab lagana ho toa apni sansien gin lia karo************************************************
Mat karo tum woh wada jishe nibha na sako, Mat chaho use jishe tum paa na sako Pyar har kisi ka kaha pura hota hai , Pyar ka pehla akshar hi adhura hota hai.************************************************
Kisi ke haath mein heera, Kisi ke kaan mein heera Humey heeron se kya matlab, Hamara yaar hai heera************************************************
Aap se dur ho kar hum jayenge kaha, Aap jaisa dost hum payenge kaha, Dil ko kaise bhi sambal lenge, Par ankhon ke aansu hum chupayege kaha
No comments:
Post a Comment