************************************************
Maat dalo kafan mere muh paar Mujhe aadat hai muskurane ki Maat dafnao meri lash ko Mujhe umeed hai unke aane ki************************************************
Mila woh bhi nahi karte Mila hum bhi nahi karte Wafa woh bhi nahi karte Jafa hum bhi nahi karte Unhe ruswai ka dukh hai Hume tanhai ka gam hai Gila woh bhi nahi karte Gila hum bhi nahi karte Ho jata hai aksar har mod Takrao Ruka woh bhi nahi karte Ruka hum bhi nahi karte************************************************
Tum ho mere ye keh kar apne dil ko samjhaya maine Socha ji lunga tumhari tasveer dekh kar Par us tasveer me bhi tumhe apna nhi paaya humne.************************************************
Tum mujhe chhod kar chale gaye, Is baat ka mujhe gam nahi hai, Gam hai toh sirf is baat ka ki tum, Humse apna dil bhi chheen kar chale gaye.
No comments:
Post a Comment