************************************************
Woh mile humko kahani bankar Dil mein rahe pyar ki nishani bankar Hum jinhe jagah dete hai aankhon ke andar Woh aksar nikal jaate hai paani bankar************************************************
Khuda tumhe har dukh se door rakhe teri palkon se har hanju door rakhe hamari yahi guzarish hai unse ke jitna bhi ho hamare darmiyaan faasla vo apne dil se na hamein kabhi door rakhe************************************************
Uski Chahat me main tadapta raha Maut bhi meri mohabbat ko rok na saki Kabr me bhi ye dil dhadakta raha
No comments:
Post a Comment