************************************************
Ye Dil Udaas hai boht koi Pegham hi likhdo TUM apna Naam na likho Gumnaam hi likhdo Meri Qismat mai Gham-e-Tanhai hai lekin Tamam umar na likho magr Sham hi likhdo************************************************
Is se pehle k Raat ho jaye Q na ek Mulaqat ho jaye Apne Mobile se pyara sa Sms hi kar do Jis se Shor b na ho aur Baat ho jaye************************************************
Basa Hai AANKHON Mai Ap ka Chehra Is Tarah Ghulab Mai Khusbu Basti Hai Jis Tarah Namaz Parhli Ho aur Duaa Na Mangi Ho Apki KAMI Mehsoos Hoti He Kuch Is Tarah************************************************
Hawaen Sard Ho Ya Lehje Barf Ho Uski YAAD ki Chadar Ko Khudpe TAAN Lete Hain Agar Wo Rooth Jaye To Hamari JAAN Nikalti Hai Ye Sansein Jari Rakhne Ko Ham Uski MAAN Lete Hain************************************************
Kitna Haseen phir se Nazara bana dya Jese Khuda ne unko Dubara bana dya Aaya tha Imtihan mai Mazmun Husn per Parche pe Hum ne Chera Tumhara bana dya
No comments:
Post a Comment